[1/3, 7:37 PM] Dolly: Tera pyar mere samjh ke bahar h or tu chahata h me hamesha Tera sath du pehele apna pyar to samjha
[1/3, 7:46 PM] Dolly: Mene to tujhe hamesha apna samjha or tune mujhe 1 pal me praya kr diya
[1/3, 7:49 PM] Dolly: Me kitna bhi ghusa ho jau tu mujhe kabhi manane ki kosis nhi karta or me tujhe ghusa hone hi nhi deti
[1/3, 7:53 PM] Dolly: Me hamesha ye entzar karti thi ki tu mujhe manane aayega pr me galt thi tu to chahata hi tha ki me kab tujhse dur ho jau
[1/3, 7:58 PM] Dolly: Teri yade mujhe tadpa skti h rula skti h mujhe preshan kar skti h par Teri jindgi me bapas aane ke liye majbur nhi kar skti
[1/3, 10:58 PM] Dolly: Abhi me tere layak nhi par jis din tere layak ban jaugi ùs din tere liye sari duniya se lad jauga
[1/3, 11:32 PM] Dolly: Or aaj km krke hi sona or mery pic bali post bhi krke free hona mujhe link send krna
[1/3, 11:44 PM] Dolly: तेरी इन छोटी छोटी आखों में में हमेशा डूब जाता हूँ ना जाने कौन सा नशा हे तेरी इन आखो में
[1/3, 11:48 PM] Dolly: Koi to ho aesa jo mere bina bole mery bat samjh jaye koi to ho aesa jo mery hasi ke pichhe chhupe ashu dekh paye
[1/3, 11:48 PM] Dolly: Rula bo bhi leta tha rula tu bhi leta h fark etna h tu bo jan buj kar rulata tha tu anjane m rulata h
[1/4, 4:03 PM] Dolly: Pyar bo nhi jo duniya ko dikhane ke liye kiya jaye pyar bo hota h jo 1 dusre ko khusi de
[1/4, 4:03 PM] Dolly: Tery jindgi me logo ki Kmi nhi hogi par mery jindgi me tere siba kisi or ki jagah nhi h
[1/4, 4:03 PM] Dolly: Tu mery jindgi h or mery jindgi bhot khubsurat h 😎🥰
[1/4, 4:03 PM] Dolly: Mery mohobat ki kimat tu nhi samjh payega kyuki tune kabhi kisi se sachi mohobat hi nhi ki
[1/4, 4:13 PM] Dolly: Pyar Surat se nhi janab sirat se hona chahiye Surat to dhoka deti h par sirat nhi
[1/4, 4:13 PM] Dolly: Jo log dikhaba pyar ka karte h bo kabhi kisi ek ke sath khus nhi rehete
[1/4, 4:20 PM] Dolly: Tu mery jaan he or mery jaan ko koi nuksan pohochaye me uski jaan le lugi
[1/4, 4:33 PM] Dolly: Mery jindgi ka sbse khubsurat lamha bo he jab mery najar Teri najro se takrai thi
[1/4, 4:35 PM] Dolly: Mery jindgi ka sbse khubsurat din bo tha jab tune mujhe I love u bola 🤗🤗
[1/4, 4:47 PM] Dolly: Kuchh log pass ho kar bhi pyar nhi nibha pate or kuchh log long distance relationship bhi bhot pyar se nibhate h
[1/4, 4:54 PM] Dolly: Tu jitna dur he mujhse utna hi mere dil ke Karib he
[1/4, 4:54 PM] Dolly: Tu mery dhadkan he tere bina to ye dil bhi dhadakna band kr dega
[1/4, 5:04 PM] Dolly: Tere aane se pehele me ger jimedar tha tere aate hi mujhe mery jimedari ka aehesas ho gya
[1/4, 5:13 PM] Dolly: Dhire dhire tu mera hota ja rha h mery jindgi jannat bnti ja rhi h 🥰🥰🥰🥰🥰
[1/4, 5:27 PM] Dolly: Tu hi to he mere dil ka suku tu hi to he jiske bina me ji na saku
[1/4, 7:12 PM] Dolly: Matlb ki duniya h janab log apne matlb ke liye logo se dosti krte h
[1/4, 7:34 PM] Dolly: Mohobat kisi se bhi kar lo janab par apko ham si mohobat kahi nhi mil payegi ye daba he hamara
[1/4, 8:41 PM] Dolly: 😊 mery subha bhi tu mera din bhi tu mery mery Sam bhi tu mery rat bhi tu tu hi to mery jaan mera pyar mera phone 🤣🤣🤪🤪🤪
[1/5, 5:13 PM] Dolly: Apka sbse achha sathi kon he eska pta apko apka bura bakt btata h
[1/5, 5:13 PM] Dolly: Bure wakt ki bhi apni ek khasiyat he h bo apko apke sachhe dost ki pehechan karata h
[1/5, 5:13 PM] Dolly: Tu keheta tha me tera sath duga chahe jo preshani ho fir aaj tu kyu mery preshani me mere sath nhi he
[1/5, 5:15 PM] Dolly: Jindgi ka koi bhaorsa nhi janab chhoti si jindgi he has khel kar bitaiye
[1/5, 10:38 PM] Dolly: Hii aap n subha ankit se call krke address le lena gao ka 2 ghante k rasta h to jaldi nikalna pdega didona nam se gao ka
0 Comments